Hi Friends,
Quora Se Paise Kaise Kamaye ? Quora Partner Program 2019 kya hai ? Dosto Quora ek best website hai. Apne problem ka solution dhundhne ke liye. Dosto Agur aap ek Blogger hai ya aap ek Youtuber hai. Aap ka koi business hai to Quora website aap ke liye bhut jyada faydemand ho sakta hai. Agur aap thora sa dhyan de to.
Dosto Quora website ka use vaise bhut se log karte honge. Lekin iska sabse jyada fayda uthate hai. EK blogger or Youtuber kyo ki ye vha pe Question ka Answer dete hai. Or uske sath vo Vha ka Traffic bhi apne website pe le jate hai. Agur kisi website pe koi person enter hota hai. to Uske website pe agur ads hai or vo person use ads pe click karta hai. to use website Admin ko earning hota hai.
Agur aap koi business karte hai to aap apne business se related question pe comment karke uska reply de or use apne product ke bare me bataye. Agur aap ko koi product hai apna khud ka to aap quora ka use karke ascha paise kama sakte hai.
Aap agur quora ke website pe jayenge to aap ko use website pe Amazon or Flipkart jaise website ke Affiliated program ke link mile jayenge. Bhut se log Quora website ke jariye khud ke paise bana rhe hai. Quora pe apna product ke bare me bata kar.
Aaj ke ise post me hm janege Quora Advertising program kya hai, Quora Advertising Program se paise kaise kamaye.
Dosto Quora website ko aap hindi language me bhi use kar sakte hai. Bhut se logo ko English language utna samajh nhi aata hai. to vo use hindi language me bhi use kar sakte hai. Dosto aap kisi bhi question ka answer hindi me bhi de sakte hai.
Dosto Aap ko ise Quora website pe aap ke puche gye question ka Answer bhut jaldi milta hai. Or aap ke ek Question ka kai Answer log apne tarike se dete hai. Aap ko ism eek chij ke bare me bhut sare knowledge mile jata hai.
Quora kya hai hmne pichle post me jaan liya tha. Agur aap ne nhi padha to aap use page par visit kar padhe sakte hai. Jaane ke liye aap yha Click Kare.
Quora se aap kai parkar se paise kama sakte hai. Quora ne Parter program bhi start kiya hai. Jiska use karke aap quora se paise bhi kama sakte hai.
Quora website har ek person ke liye faydemand hai jo log koi question ka answer janana chahte hai. Ya aap kisi chij ke bare me aap bhut se logo ka ray lena chahte hai. To iske jariye le sakte hai. Quora website ke jariye aap chota sa survey bhi kar sakte hai. Apne company ke bare me ya aap koi product sell karrte hai. to aap use related question pe ja kar comment kar sakte hai.
Ya aap quora ke website pe ja kar Question karke bhi puche sakte hai. Dosto Quora website pe bhut se visitors aate hai. Apne Question/Problem ka solution ke liye. Agur unke problem se related aap ke pass answer hai. to aap unka problem solve jarur kare.
Aap Quora website ka use karke apne blog ya kisi bhi product, Business ko promote kar sakte hai. Quora website pe bhut se person visit karte hai. Pure world ke log ise website pe visit karke apne problem ka solution dekhte hai. Ya dusre ka problem solve karte hai.
Aap Quora website pe Affiliated program bhi use kar sakte hai. Bhut se log Quora Website se Affiliated Marketing pe work karke paise kama rhe hai.
Ab sabse bada baat ye ki Quora ko join kaise kare ?
1. Gmail
2. Facebook
Aap inmese koi bhi Account ka use karke Signup kar sakte hai. Aap ko jise Id se open karna ho kar sakte hai. Aap login karke fir Quora me enter ho sakte hai or fir Apne Profile ko complete kare.
Quora Partner Program Kya hai ?
Dosto ye ek trhe se adsense ke trhe hi ads provide karta hai. Ye ek Monetization Program hai. Jise trhe se Adsense ke ads ke liye unka apna Terms & Condition hai. isi trhe Quora Ka bhi apna Terms & Condition hai.
Sabse phele to aap ke pass Quora Partner Program me judne ke liye. Quora ka Account hona chahiye.
Jo bhi Quora User Monetization ke liye thik hai. Use Quora ke tref se ek mail bheja ja rha hai. Quora Monetization ko Add karne ke liye.
Aap ko Quora Monetization ka enable karane ke liye apne Account ko best banana hoga. Jise Quora ko Lage ki aap ko bhi Monetization ke liye Enable ka mail bheja jaye.
Aap apne profile ko best jarur banaye. Or aap jitna ho sake Quora pe Active Jrur rhe. Aap Question ke Answer ka Reply dekar Quora ko dikha sakte hai. Ki aap Quora pe ek Active person hai.
Ok Friends aaj ke Quora Se Paise Kaise Kamaye ? Quora Partner Program 2019 kya hai ? post me bs itna hi.Agur Aap ko ye post pasand aaya hoto Apne Friends or Family ke sath share jarur kare. Isi trhe ke latest jankari ko padhne ke liye Aap hmare Blog ko apne Email Id ke help se Subscribe bhi kar sakte hai. Or aap hmare Social Media Network Ko bhi join kar sakte hai. Jise ka link aap ko Ise page pe Down side me mile jayega.
Quora Se Paise Kaise Kamaye ? Quora Partner Program 2019 kya hai ? Dosto Quora ek best website hai. Apne problem ka solution dhundhne ke liye. Dosto Agur aap ek Blogger hai ya aap ek Youtuber hai. Aap ka koi business hai to Quora website aap ke liye bhut jyada faydemand ho sakta hai. Agur aap thora sa dhyan de to.
![]() |
Quora Se Paise Kaise Kamaye ? Quora Partner Program 2019 kya hai ? |
Dosto Quora website ka use vaise bhut se log karte honge. Lekin iska sabse jyada fayda uthate hai. EK blogger or Youtuber kyo ki ye vha pe Question ka Answer dete hai. Or uske sath vo Vha ka Traffic bhi apne website pe le jate hai. Agur kisi website pe koi person enter hota hai. to Uske website pe agur ads hai or vo person use ads pe click karta hai. to use website Admin ko earning hota hai.
Agur aap koi business karte hai to aap apne business se related question pe comment karke uska reply de or use apne product ke bare me bataye. Agur aap ko koi product hai apna khud ka to aap quora ka use karke ascha paise kama sakte hai.
Aap agur quora ke website pe jayenge to aap ko use website pe Amazon or Flipkart jaise website ke Affiliated program ke link mile jayenge. Bhut se log Quora website ke jariye khud ke paise bana rhe hai. Quora pe apna product ke bare me bata kar.
Aaj ke ise post me hm janege Quora Advertising program kya hai, Quora Advertising Program se paise kaise kamaye.
Dosto Quora website ko aap hindi language me bhi use kar sakte hai. Bhut se logo ko English language utna samajh nhi aata hai. to vo use hindi language me bhi use kar sakte hai. Dosto aap kisi bhi question ka answer hindi me bhi de sakte hai.
Dosto Aap ko ise Quora website pe aap ke puche gye question ka Answer bhut jaldi milta hai. Or aap ke ek Question ka kai Answer log apne tarike se dete hai. Aap ko ism eek chij ke bare me bhut sare knowledge mile jata hai.
Quora kya hai hmne pichle post me jaan liya tha. Agur aap ne nhi padha to aap use page par visit kar padhe sakte hai. Jaane ke liye aap yha Click Kare.
Quora se kya fayde hai ?
Dosto Quora se kya fayde hai. iske bare me bhi hmne pichle post me thora bhut jana tha. Lekin hm aaj ke ise post me Quora se Related bhut se chijo ke bare me janege. Quora ek Question – Answer website hai. Jha pe Aap kisi bhi chij se related Question kar sakte hai. Ya aap kisi bhi Question ka Agur aap ko sahi Answer aata hai, to aap use question ka Answer bhi de sakte hai.Quora se aap kai parkar se paise kama sakte hai. Quora ne Parter program bhi start kiya hai. Jiska use karke aap quora se paise bhi kama sakte hai.
Quora website har ek person ke liye faydemand hai jo log koi question ka answer janana chahte hai. Ya aap kisi chij ke bare me aap bhut se logo ka ray lena chahte hai. To iske jariye le sakte hai. Quora website ke jariye aap chota sa survey bhi kar sakte hai. Apne company ke bare me ya aap koi product sell karrte hai. to aap use related question pe ja kar comment kar sakte hai.
Ya aap quora ke website pe ja kar Question karke bhi puche sakte hai. Dosto Quora website pe bhut se visitors aate hai. Apne Question/Problem ka solution ke liye. Agur unke problem se related aap ke pass answer hai. to aap unka problem solve jarur kare.
Aap Quora website ka use karke apne blog ya kisi bhi product, Business ko promote kar sakte hai. Quora website pe bhut se person visit karte hai. Pure world ke log ise website pe visit karke apne problem ka solution dekhte hai. Ya dusre ka problem solve karte hai.
Aap Quora website pe Affiliated program bhi use kar sakte hai. Bhut se log Quora Website se Affiliated Marketing pe work karke paise kama rhe hai.
Ab sabse bada baat ye ki Quora ko join kaise kare ?
Quora ko Join Kaise Kare ?
Dosto Quora pe Agur aap ka Account nhi hai. to koi baat nhi aap bhut hi asani se bana sakte hai. Aap ko Quora website pe Account Create karne ke liye aap ko 2Option diye jate hai.1. Gmail
2. Facebook
Aap inmese koi bhi Account ka use karke Signup kar sakte hai. Aap ko jise Id se open karna ho kar sakte hai. Aap login karke fir Quora me enter ho sakte hai or fir Apne Profile ko complete kare.
Quora Partner Program Kya hai ?
Dosto ye ek trhe se adsense ke trhe hi ads provide karta hai. Ye ek Monetization Program hai. Jise trhe se Adsense ke ads ke liye unka apna Terms & Condition hai. isi trhe Quora Ka bhi apna Terms & Condition hai.
Sabse phele to aap ke pass Quora Partner Program me judne ke liye. Quora ka Account hona chahiye.
Jo bhi Quora User Monetization ke liye thik hai. Use Quora ke tref se ek mail bheja ja rha hai. Quora Monetization ko Add karne ke liye.
Aap ko Quora Monetization ka enable karane ke liye apne Account ko best banana hoga. Jise Quora ko Lage ki aap ko bhi Monetization ke liye Enable ka mail bheja jaye.
Quora Partner Program ko Join karne ke liye kya kare ?
Quora Partner Program/ Quora Monetization Enable ke liye kya kare. Iske liye mai kuche tips bata rha hu. Ye mai sirf kuche tips de rha hu. Mai 100% sure to nhi hu ki aap ye karenge to aap ka Account Quora Monetization ke liye Enable ho jayega. Lekin aap ek baar try kar sakte hai.- Dosto Jab aap Account Create karte hai. To aap sabhi details ko thik se fill kare. Aap apna Profile Picture bhi best lagaye.
- Dosto Profile details me aap apne Knowledge or interest ka bare me jarur likhe. Jise ye clear ho sake ki aap ko kise chij ke bare me pata hai.
- Aap ke samne koi yesa Question hai. Jiska Answer aap ko pata hai. Aap uska Reply jarur de. Ta ki Quora ko pata chale ki aap Active hai.
- Aap Answer dene ke sath Question bhi jarur kare. Agur aap ko kisi bhi chij ka details chahiye to.
- Aap apne Answer me koi bhi faltu ke link share n kare. Agur aap galat link paste karte hai. To aap ka Quora Account bhi block ho sakta hai.
Aap apne profile ko best jarur banaye. Or aap jitna ho sake Quora pe Active Jrur rhe. Aap Question ke Answer ka Reply dekar Quora ko dikha sakte hai. Ki aap Quora pe ek Active person hai.
Ok Friends aaj ke Quora Se Paise Kaise Kamaye ? Quora Partner Program 2019 kya hai ? post me bs itna hi.Agur Aap ko ye post pasand aaya hoto Apne Friends or Family ke sath share jarur kare. Isi trhe ke latest jankari ko padhne ke liye Aap hmare Blog ko apne Email Id ke help se Subscribe bhi kar sakte hai. Or aap hmare Social Media Network Ko bhi join kar sakte hai. Jise ka link aap ko Ise page pe Down side me mile jayega.
No comments:
Post a Comment
Comment Karne ke liye Thanks Aap ka Comment Jald hi Approve kar diya Jayega